Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRafoo Chakkar (1975)
HomeRafoo Chakkar (1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye zamaneeeeeee aye zamane aye zamane tu kar le sitam pe sitam jinko milna hai wo mil ke rahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge hum deewane kare kyun bahaaron ka ghum pyaar ke phool khil ke rahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamaneeeeeee aye zamane pyaar karte hain jo nahin darte hain wo naa khuda se hi aur naa kisi se naa khuda se hi aur naa kisi se jaan le ye jahaan jo hai na meharbaan jaan de denge hum to khushi se jaan de denge hum to khushi se pyaar mein har sitam hai ganwara humen har sitam hum to hans ke sahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamaneeeeeee aye zamane honge jitne sitam aur nikhrenge hum yahi ghum hai wafaa ki nishaani yahi ghum hai wafaa ki nishaani sab chale jaayenge ye jahaan chhod ke pyaar ki bas rahegi nishaani pyaar ki bas rahegi nishaani yaad unko karega ye zamana sadaa log jinka fasaana kahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamane tu kar le sitam pe sitam jinko milna hai wo mil ke rahenge jinko milna hai wo
Bhajan Bina Chain Na
yehhhh chhuk chhuk chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe bajaate rahen are gaate rahen tab tak hum hum hum hum chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi dekh dekh tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi are itna nahin are na na na na na na na itni nahin hoon anadi iss khel ki main hoon khiladi sur ko sambhal sur ko sambhal zara taal ko sambhal dono ko sambhal warna hoga bura haal are dil kare haaye haaye dil kare dhak dhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum yaaa yaa yaaa yaya yayaaa everybody are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao gaao na are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao hooooo ooooo oooo oooo ooooo mil jo gaye hum safar mein ab milke hi rahenge duniyaa se dil ka fasaana gaa ke bajaa ke kahenge mil gaye pyaar mein mil gaye pyaar mein yun sur aur taal aage ab dekhna
kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai koi dil pe agar chhaa jaaye to kya hota hai koi dil pe agar chhaa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai mujhko zulfon ke saaye mein so jaane do sanam mujhko zulfon ke saaye mein so jaane do sanam ho raha hai jo dil mein ho jaane do sanam ho raha hai jo dil mein ho jaane do sanam baat dil ki dil mein reh jaaye to phir kya hota hai baat dil ki dil mein reh jaaye to phir kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai kisi pe dil agar aa jaaye to kya hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai wahi hota hai jo manzur e khuda hota hai kya manzur hai khuda ko bataao to zara kya manzur hai khuda ko bataao to zara jaan jaaogi baahon mein aa jaao to zara jaan jaaogi baahon mein aa jaao to zara
tum ko mere dil ne tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne mujh ko pehli nazar mein laga hai yun mujh ko pehli nazar mein laga hai yun saath sadiyon purana hai apna aur sadiyo hi rehna padega tum ko ban ke in aankho ka sapna yug yug ki kasme nibha ke sanam is jag ki rasme nibha ke sanam apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pyar ki in hasin waadiyo mein pyar ki in hasin waadiyo mein jhoom ke yun hi milte rahenge zindagi ke suhane safar mein humsafar ban ke chalte rehenge is dil ke armaan jaga ke sanam mujh ko baahon ki rahon mein laa ke sanam apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne pukara hai bade naaz se apni aawaaz mila do meri aawaaz se tum ko mere dil ne hmm hmm hmm hmm hmm apni
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Zamane Tu Kar Le Rafoo Chakkar (1975) 04:54 14036
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Pental, Aruna Irani
Duration : 04:54   Song Number : 14036   

Bhajan Bina Chain Na Rafoo Chakkar (1975) 06:38 38363
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Aziz Nazan, Kanchan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 38363   

Chhuk Chhuk Rafoo Chakkar (1975) 03:46 14037
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Pental, Various
Duration : 03:46   Song Number : 14037   

Kisi Pe Dil Agar Aa Jaaye Rafoo Chakkar (1975) 03:54 14034
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:54   Song Number : 14034   

Tum Ko Mere Dil Ne Rafoo Chakkar (1975) 04:43 14035
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Neetu Singh, Rishi Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 14035