Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSambandh (1969)
HomeSambandh (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


uttar dakshin poorab pashchim uttar dakshin poorab pashchim jidhar bhi dekhoon main andhkaaaar andhkaaaar andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo are o roshni waalo bure itne nahin hain hum zara dekho humen bhalo are o roshni waalo kafan se dhaank kar baithe hain hum sapnon ki laashon ko jo kismat ne dikhaaye dekhte hain unn tamaashon ko kafan se dhaank kar baithe hain hum sapnon ki laashon ko jo kismat ne dikhaaye dekhte hain unn tamaashon ko humen nafrat se matt dekho zara hum par reham khaa lo are o roshni waalo andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo are o roshni waalo humare bhi the kuchh saathi humare bhi the kuchh sapne humare bhi the kuchh saathi humare bhi the kuchh sapne sabhi wo raah mein chhute wo sab ruthe jo the apne sabhi wo raah mein chhute wo sab ruthe jo the apne jo rote hain kai din se zara unko bhi samjhaa lo are o roshni waalo andhere mein jo baithe
chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela hazaaron meel lambe raaste tujhko bulaate yahaan dukhade sehne ke vaaste tujhko bulaate hai kaun saa wo insaan yahaan par jisne dukh na jhelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela teraa koi saath na de to tu khud se preet jod le bichhaunaa dharti ko karke arre aakaash odh le yahan pooraa khel abhi jeevan ka toone kahaan hai khelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela
kiss baagh mein main janmaa khelaa mera rom rom ye jaantaa hai tum bhool gaye shaayad maali par phool tumhen pehchanta hai jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do tum chhod gaye the jisko ek dhool bhare raste mein tum chhod gaye the jisko ek dhool bhare raste mein wo phool aaj rota hai wo phool aaj rota hai ek ameer ke guldaste mein ek ameer ke guldaste mein mera dil tadap raha hai mujhe phir dulaar de do mera dil tadap raha hai mujhe phir dulaar de do ik karz maangtaa hoon bachpan udhaar de doooo jo diya tha tumne ek din mujhe phir wo pyaar de do meri udaas aankhon ko hai yaad wo waqt salona meri udaas aankhon ko hai yaad wo waqt salona jab jhula tha baahon mein jab jhula tha baahon mein main ban ke tumhara
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer milte hain kisi ko bin maange hi moti oooo oooooo koi maange lekin bheekh naseeb na hoti hoooo ooooo kya soch ke hai maalik ne rachi ye do rangi tasveer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer kuchh kismat waale sukh se amrit peete ooooo oooooo kuchh dil par rakh kar patthar jeevan jeete ooooo oooooo kahin mann panchhi aakaash ude kahin paon padi zanjeer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer tumko to karodon saal huye batlaao gagan gambheer is pyaari pyaari duniya mein kyun alag alag taqdeer kyun alag alag taqdeer kyun alag alag taqdeer kyun alag alag taqdeer
charagon ka laga mela ye jhanki khoobsoorat hai magar wo roshni hai kahaan mujhe jiski zarurat hai ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali jagmagate diyo mat jalo jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali jinse roshan thi ye zindagi wo ujaale kahin chal diye jinse roshan thi ye zindagi wo ujaale kahin chal diye roshni mere aakash ko dene waale kahin chal diye chal diye hain mere devta dil ka mandir pada aaj khali jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali ye chamak ye damak aaj ki kuchh paraayi si hai lag rahi ye chamak ye damak aaj ki kuchh paraayi si hai lag rahi aaj ki anjuman mein mujhe ik judayi si hai lag rahi main hansun bhi to hans na sakun meri hai daastan hi niraali jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Andhere Mein Jo Baithe Sambandh (1969) 05:19 14126
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Anjana, Pradeep Kumar
Duration : 05:19   Song Number : 14126   

Chal Akela Chal Akela Sambandh (1969) 05:30 20254
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:30   Song Number : 20254   

Jo Diya Tha Tumne Ek Din Sambandh (1969) 08:35 14128
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 08:35   Song Number : 14128   

Tumko To Karodon Saal Huye Sambandh (1969) 05:44 38674
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:44   Song Number : 38674   

Ye Khushi Leke Main Sambandh (1969) 05:37 35864
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 05:37   Song Number : 35864