Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVaasna (1968)
HomeVaasna (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe bekhudi itni badha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe dosti kya hai wafaa kya hai mohabbat kya hai dil ka kya mol hai ehsaas ki keemat kya hai humne sab jaan liya hai ke haqeeqat kya hai aaj bas itni duaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe muflisi dekhi ameeri ki adaa dekh chuke ghum ka mauhaal musarrat ki fizaa dekh chuke kaise phirti hai zamaane ki hawaa dekh chuke shamma yaadon ki bhujha do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe ishq bechain khayaalon ke siwaa kuchh bhi nahin husn berooh ujaalon ke siwaa kuchh bhi nahin zindagi chand sawaalon ke siwaa kuchh bhi nahin har sawaal aise mitaa do ke naa kuchh yaad rahe aaj iss darjaa pilaa do ke naa kuchh yaad rahe mit naa paayega jahaan se kabhi nafrat ka riwaaz ho naa paayega kabhi rooh ke zakhmon ka ilaaz saltanat
itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano had ke andar ho nazakat to adaa hoti hai had se badh jaaye to aap apni sazaa hoti hai itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse zindgaani ka kada bojh sahogi kaise tum jo halki si hawaaon mein lachak jaati ho tej jhonkon ke tapedon mein rahogi kaise itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi raah chalni hai to kaanton pe bhi chalna hoga ye naya daur hai iss daur mein jeene ke liye husn ko husn ka andaaz badlna hoga itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye jo bhi dekhega wo katra ke guzar jaayega hum agar waqt ke humraah na chalne paaye waqt hum dono ko thukraa ke guzar jaayega itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano
jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee achchha bura kya hai jaane bhi de nit naya jaadoo chhane bhi de jaa ke ye jawaani aani nahin dilon ko muraaden paane bhi de aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa shokhi bhare husn ka nazraana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee jeene ka mazaa le marta hai kyun thandi thandi aahen bharta hai kyun logon ki nighaahen kuchh bhi kahen kiye jaa khataayen dartaa hai kyun aaaa haaa haaa haaa oooo hooo hooo hooo hooo choome jise honth wo paimaana ho ke je aane waali subah se begaana ho ke jee jeene waale jhoom ke mastaana ho ke jee aane waali subah se begaana ho ke jee gini chuni saansen laaya hai tu jaane ko jahaan mein aaya hai tu donon ke liye hain ginti ke din main hoon parchhain saaya hai tu oooo hooo hooo hooo aaaa haaa
ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do nazar jo baat keh chuki wo baat munh se bol do ke jhoom uthe nighaah mein bahaar kaa samaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai har ek khayaal kho gaya bas ab yahi khayaal hai ke faaslaa naa kuchh rahe humare darmiyaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan bura naa maano tum agar to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Iss Darjaa Pilaa Do Vaasna (1968) 05:52 14392
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 05:52   Song Number : 14392   

Itni Nazuk Na Bano Vaasna (1968) 04:57 14390
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:57   Song Number : 14390   

Jeene Waale Jhoom Ke Vaasna (1968) 04:50 14391
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:50   Song Number : 14391   

Ye Parbaton Ke Vaasna (1968) 05:34 11833
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Kumud Chhugani
Duration : 05:34   Song Number : 11833