MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte dilon ko raund kar dil apna behlaaya nahin karte jo thukraaye gayen hon unn ko thukraaya nahin karte dilon ko raund kar hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai mili ho chaand si soorat to itraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte muhabbat karne waale ghum se ghabraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se ye jaa kar jalne waalon se muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se click here
kitna pyaara wadaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal o saathiya o beliyaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal ho ujaalaa ya andhera kahin na chhoote haath mera koi mera na tere bin piya nibhana saath mera arre kora kora gora gora ye ang tora haai paagal mohe bana diya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal barson maine man jalaya mili palkon ki tab ye chhaayaa kaantein mere tan mein toote gale se toone tab lagaya ho saiyyan pyaare chalta ja re baiyan daare haai garva tohe laga liya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal roz utha ke ye nayenva chhua karoongi tora manva jaise pehli baar chaaha sada chahoongi main sajanva haai tere naina mere naina phir kya kehna haai kya kya na maine paa liya kitna pyaara click here
aaaa aaaa aaaa aaaaa kuhu kuhu bole koyaliya kuhu kuhu bole koyaliya kunj kunj mein bhanwaren dole gun gun bole aaaa aaaa kuhu kuhu bole koyaliya sajj singaar ritu aayi basanti aaaa aaaa aaaa aaaa sajj singaar ritu aayi basanti aaaa aaaa aaaa aaaa jaise naar koi ho raswanti sa ni dha ma dha ni sa ga ma ga ma dha ni sa re sa ni dha ni sa re sa ni sa re sa ni dha ni ni dha ni ni dha ni ma dha dha ma dha dha ma dha ga re ga ma dha ni sajj singaar ritu aayi basanti jaise naar koi ho raswanti daali daali kaliyon ko titliyaan choome phool phool pankhadiyaan khole amrit ghole aaaa aaaa kuhu kuhu bole koyaliya kaahe kaahe ghata mein bijali chamke kaahe ghata mein bijali chamke ho sakta hai meghraaj ne baadariya ka shyam shyam mukh choom liya ho ho sakta hai meghraaj ne baadariya ka shyam shyam mukh choom liya ho chori chori mann pankhi ude naina jude aaaaaaaa kuhu kuhu bole koyaliya kuhu kuhu bole koyaliya kunj kunj mein bhanwaren dole gun gun bole aaaa aaaa kuhu kuhu bole click here
kya hua tera waada wo kasam wo iraada kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada yaad hai mujhko tune kahaa tha tumse nahin roothenge kabhi dil ki taraah se haath mile hain kaise bhala chhutenge kabhi teri baahon mein beeti har shaam bewafa ye bhi kyaa yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada o kehne waale mujh ko farebi kaun farebi hai ye bata wo jisne ghum liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya nasha daulat ka aisa bhi kya ke tujhe kuchh bhi yaad nahin kya hua tera waada wo kasam wo iraada bhoolega dil jis din tumhein wo din zindagi ka aakhari din hoga kya hua tera waada wo kasam wo iraada click here
kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai pehle main samjha kuchh aur vaje in baaton ki lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki jaagti rehti hoon main bhi chaand nikalta nahin oh o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai kaise bhuloongi tu yaad hamesha aayega tere jaane se jeena mushkil ho jaayega ab kuchh bhi ho dil pe koi zor to chalta nahin o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai jaise phoolon ke mausam mein ye dil khilte hain premi aise hi kyaa patjhad mein bhi milte hain rut badle duniya badle pyaar badalta nahin ho o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin mm hmm hmm hmm click here
lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan sitaare tim timaate hain tu aaja aaja machalti jaa rahi ye hawayein aaja aaja lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan sulagati chaandani mein tham rahi hai tujh pe ye nazar kadam ye kis taraf badhate chale jaate hain bekhabar zamaane ko hain bhule hum aa chal dein saath ye safar lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan naa jaane kaun si raahein humara kaun sa hai jahaan sahaare kis ke hum dhunde humaari manzil hai kahaan sadaa dil ki magar kehti hai meri duniya hai yahaan lehron pe lehar ulfat hai jawan raaton ki sehar chali aao yahaan click here
maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara o o o o o aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa dil kahe dildaar milaa hum kahein humein pyaar mila dil kahe dildaar milaa hum kahein humein pyaar milaa pyaar mila humein yaar milaa ik naya sansaar mila pyaar mila humein yaar milaa ik naya sansaar milaa aa aa aa aa aa aa aa aa aas mili armaan milaa o o o o o o o o jeene ka samaan milaa mil gaya ek sahaara aa haa haa maang ke saath tumhaara maine maang liya sansaar maang ke saath tumhaara o o o o o aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa dil jawaan aur rut haseen chal yuhin chal dein kahin dil jawaan aur rut haseen chal yuhin chal dein kahin tu chaahe le chal kahin tujh pe hai mujh ko yakin tu chaahe le chal kahin tujh pe hai mujh ko yakin o o o o o o o o jaan bhi tu hai dil bhi tu hi aa aa aa aa aa aa aa raah bhi tu manzil bhi tu hi aur tu hi aas ka taara click here
madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal suraj na ban paaye to banke deepak jaltaa chal phool milen yaa angaarey sach ki raahon pe chaltaa chal sach ki raahon pe chaltaa chal pyaar dilon ko detaa hai ashkon ko daaman detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe chalti hai lehraake pawan ke saans sabhi ki chalti rahe logon ne tyaag diye jeevan ke preet dilon mein palti rahe ki preet dilon mein palti rahe dil wo dil hai jo auron ko apni dhadkan detaa hai jeenaa uskaa jeenaa hai jo auron ko jeevan detaa hai madhuban khushboo detaa hai saagar saawan detaa hai madhuban khushboo detaa hai click here
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main click here
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa click here
mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jab tum mujhse door rehte ho jiya mera ghabraata hai neend aankhon se udd jaati hai chaand agan barsaata hai dono pehlu jal jaata hain aag mein aag lagaata hai jaise tadpe bin jal machchhali pyaar mujhe tadpaata hai pyaar mujhe tadpaata hai iss uljhan se mujhko bacha lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo aye mere humraahi tumko kya batlaaun main ke tumse kitnaa pyaar hai mujhko apne gale laga lo jinn raahon par hans ke chalo tum phool wahaan khil jaate hain dam lene ko jahaan ruko tum madhushaale ban jaate hain tum ko chhoo kar pawan jhakore khushboo le kar jaate hain lekin hum to dekh ke soorat dil thaame reh jaate hain dil thaame reh jaate hain dil se dil click here
hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye soya hua sansaar hai soya hua sansaar soya hua sansaar hai soya hua sansaar main jaagu yahaan tu jaage wahaan ik dil mein dard dabaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar main tadpun yahaan tu tadpe wahaan haaye chain jeeya nahin paaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye click here
o paalanhaare nirgun aur nyaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi humri uljhan suljhaao bhagwan tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhe humka ho sambhale tumhe humre rakhwaale tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhre bin hamraa kaunon naahi chanda mein tumhe to bhare ho chandani sooraj mein ujaala tumhi se ye gagan hai magannn tumhe to diye ho ise taare bhagwannnn ye jeevannnn tumhe naa sanwaaroge to kya koi sanwaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi tumhre bin hamraa kaunon naahi jooooooo sunoo tooooo kahen prabhuji humri hai binti dukhi jan ko dheeraj do haare nahin wo kabhi dukh se tum nirbal ko raksha do reh paaye nirbal sukh se bhakti ko shakti do jag ke jooo swami hooo itni tooo araj suno hai path mein andhiyaare de do vardaan mein ujiyaare o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin hamraa kaunon naahi humri uljhan suljhaao bhagwan tumhre bin hamraa kaunon naahi o paalanhaare nirgun aur nyaare tumhre bin click here
hawaa ke saath saath ghata ke sang sang hawaa ke saath saath ghata ke sang sang o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi chal ik to yeh mausam hai bada suhaana la la la la la la la la la aa haa ik to yeh mausam hai bada suhaana pa papa pa uss pe apna dil bhi hai deewana hoooo parbat pe aake na takraa jaana tu ban ke baadal o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi chal hansti hai yeh duniya to hasne de lala la lala la lala la la hansti hai yeh duniya to hasne de naagan banke iss rutt ko dasne de hoo mujhko apni aankhon mein basne de tu ban ke kaajal o saathi chal mujhe leke saath chal tu yunhin din raat chal tu sambhal mere saath chal tu le haathon mein haath chal tu o saathi click here
hooooooo pardesiyaaaaa pardesiya yeh sach hai piya sab kehte hain maine tujhko dil de diya pardesiyaaaaa pardesiya yeh sach hai piya sab kehte hain maine tujhko dil de diya main kehti hoon tune mera dil le liya phoolon mein kaliyon mein gaaon ki galiyon mein hum dono badnaam hone lage hain nadiya kinare pe chhat pe chaubaare pe hum milke hansne rone lage hain sun ke piya sun ke piya dhadke jiya sab kehte hain maine tujhko dil de diya main kehti hoon tune mera dil le liya hoooooo hoooo hooo logon ko kehne do kehte hi rehne do sach jhooth hum kyun sabko bataayen main bhi hoon masti mein tu bhi hai masti mein aa iss khushi mein hum naache gaayen kiss ko pataa kiss ko pata kyaa kisne kiya sab kehte hain tune mera dil le liya sab kehte hain maine tujhko dil de diya mera dil kehta hai tu dil mein rehta hai mere bhi dil ki kali khil gayi hai teri tu jaane re maane naa maane re mujhko meri manzil mil gayi tu mil gaya tu mil gaya mujhko piya sab kehte hain maine tujhko dil click here
phir chhidi raat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki phool ke haar phool ke gajre phool ke haar phool ke gajre shaam phoolon ki raat phoolon ki shaam phoolon ki raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki aapkaa saath saath phoolon kaa aapkaa saath saath phoolon kaa aap ki baat baat phoolon ki aap ki baat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki phool khilte rahenge duniyaa mein phool khilte rahenge duniyaa mein roz niklegi baat phoolon ki roz niklegi baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki nazren milti hain jaam milte hain nazren milti hain jaam milte hain mil rahi hai hayaat phoolon ki mil rahi hai hayaat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki ye mehkti huyi gazal makhdoon ye mehkti huyi gazal makhdoon jaise sehraa mein raat phoolon ki jaise sehraa mein raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki click here
piya tuuuuuu ab to aaja hey hey hey hey monika piya tuuuuuuu ab to aajaaa shola sa mann dhehke aa ke bujha jaaa tan ki jwaala thandi ho jaaye aise gale laga ja aa aa haa haa aa aa haa haa aa aa haa haa aa aa haa haa monika o my darling monika o my darling pyaase pyaase inn mere labon ke liye tere hothon ne hazaar wade kiye bhulne waale koi jiye to kaise jiye are haan are haan are haan haan lala lala lala lala lala lala lala lala la piya tuuuuuuu ab to aajaaa shola sa mann dhehke aa ke bujha jaaa tan ki jwaala thandi ho jaaye aise gale laga ja aa aa haa haa aa aa haa haa aa aa haa haa aa aa haa haa monika o my darling meri haalat pe rahe jo tera karam wo baat bhi mujhko kabul hai o sanam jiski khatir chhoo liye the mere kadam are haan are haan are haan haan lala lala lala lala lala lala lala lala la piya tuuuuuuu ab to aajaaa shola sa mann dhehke aa ke bujha jaaa tan ki jwaala thandi ho jaaye aise gale laga ja aa aa haa haa aa aa haa haa aa aa haa haa aa aa haa haa click here
roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khayalon Mein Kisi Ke Bawre Nain (1950) 05:08 12863
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vijaya Laxmi
Duration : 05:08   Song Number : 12863   

Kitna Pyaara Wadaa Caravan (1971) 05:29 20787
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Asha Parekh
Duration : 05:29   Song Number : 20787   

Kuhu Kuhu Bole Suvarna Sundari (1958) 06:20 14307
 
Poster of Suvarna Sundari (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
On Screen Actors- 
Anjali Devi, Nageshwar Rao
Raag- 
Sohini
Taal- 
Tintal
Duration : 06:20   Song Number : 14307   

Kya Hua Tera Waada Hum Kisise Kum Naheen (1977) 04:32 20808
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Tariq, Kajal
Duration : 04:32   Song Number : 20808   

Kyaa Yehi Pyaar Hai Rocky (1981) 06:32 18192
 
Poster of Rocky (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Tina Munim
Duration : 06:32   Song Number : 18192   

Lehron Pe Lehar Ulfat Hai Jawan Chhabili (1960) 03:25 31004
 
Poster of Chhabili (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
S Ratan
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Hemant Kumar, Nutan
On Screen Actors- 
Kaysi Mehara, Nutan
Duration : 03:25   Song Number : 31004   

Maang Ke Saath Tumhaara Naya Daur (1957) 03:34 20840
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 20840   

Madhuban Khushboo Saajan Bina Suhagan (1978) 04:11 14120
 
Poster of Saajan Bina Suhagan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Nutan, Padmini Kolhapure
Duration : 04:11   Song Number : 14120   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866   

Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 04:35 14092
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14092   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Mujhko Apne Gale Laga Lo Hamrahi (1963) 03:39 11874
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Jamuna
Duration : 03:39   Song Number : 11874   

Neend Na Mujhko Aaye Post Box 999 (1958) 03:57 21039
 
Poster of Post Box 999 (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shakeela
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 21039   

O Paalanhare Lagaan (2001) 05:21 16776
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Duration : 05:21   Song Number : 16776   

O Saathi Chal Seeta Aur Geeta (1972) 04:30 20509
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Hema Malini
Duration : 04:30   Song Number : 20509   

Pardesiya Yeh Sach Hai Piya Mr Natwarlal (1979) 04:53 21091
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Duration : 04:53   Song Number : 21091   

Phir Chhidi Raat (Duet) Bazaar (1982) 05:13 21100
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 05:13   Song Number : 21100   

Piya Tu Ab To Aaja Caravan (1971) 05:51 12205
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:51   Song Number : 12205   

Roz Roz Aankhon Tale Jeeva (1986) 08:17 10687
 
Poster of Jeeva (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Mandakini
Duration : 08:17   Song Number : 10687