MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujh ko tum jo mille har khushi mil gayi tere honthon pe hain husn ki bijliyaan tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan tere daaman ki khushboo se mehke chaman sangemarmar ke jaisa ye tera badan mere jaanejaan main teri chaandni chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna tere aanchal ki chhaaon ke talle meri manzil mujhe mil gayi teri palkon ki chhaaon ke talle mohaabat mujhe mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujhko tum jo mille har khushi mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon aa masti ki raat mein apna tumko bana loon uthne lage hain click here
ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye chaand ye sitaare kehte hai mil ke saare aajaa pyaar kare ye chanda bairi dekhe aise mein bolo kaise iqraar kare dil mein hai kuchh kuchh kahe zubaan pyaar yahi hai jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ye pyaar ki lambi raahen baahon mein daalen baahen kahin door chalen baithe hain ghera daale ye zaalim duniyaa waale humen dekh jale jalta hai to jale jahaan thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir kaisa sharmana ruk to main jaaun jaane jaan mujhko hai inkaar kahaan tera mera mera tera pyaar sanam naa ban jaaye afsaana ye mausam rangeen samaa thehar zara o jaane jaan tera mera mera tera pyaar hai to phir click here
la lala lala la laha laha la la la la la la la la la la la la la tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa hooo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha hoo mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha lala lala la lala lala la main aawaaz hoon to tu hai geet mera main aawaaz hoon to tu hai geet mera jahaan se niraala mann meet mera mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne jise apna kahaa tu hai jahaan main hoon wahaan ab to ye jeena tere bin hai sazaa kisi mod pe bhi na ye saath toote mere haath se tera daaman na chhoote lala la lala la lala kabhi khaab mein bhi tu mujh se na roothe mere pyaar ki koi khushiyaa na loote mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha ho mil jaayen iss taraha do lehren jis taraha phir ho na juda haan yeh waada raha tu tu hai wahi dil ne click here
zindagi ki naa toote ladi zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi o lambi lambi umariyaa ko chhodo lambi lambi umariyaa ko chhodo pyaar ki ek ghadi hai badi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho wo jawaani jawaani nahin jiski koi kahaani na ho hooooo kahaani na ho aansoon hai khushi ki ladi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi mitwa tere bina laage na re jiyara hoooo mitwa tere bina laage na re jiyara laage na aaj se apna waada raha oooo mitwa hum milenge har ek mod par hoooo aaj se apna waada raha hum milenge har ek mod par dil ki duniyaan basaayenge hum click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye haseen vaadiyaan Roja (1992) 05:16 11675
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
- P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Madhu, Arvind Swamy
Duration : 05:16   Song Number : 11675   

Ye Mausam Rangeen Sama Modern Girl (1961) 03:20 13756
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
- Gulshan Bavara
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Saida Khan
Duration : 03:20   Song Number : 13756   

Yeh Vaada Raha Yeh Vaada Raha (1982) 06:52 18078
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
- Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 06:52   Song Number : 18078   

Zindagi Ki Naa Toote Kranti (1981) 07:06 21508
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 07:06   Song Number : 21508