aa neele gagan tale pyaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen hil mil ke pyaar ka iqraar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen ye shaam ki bela ye madhur mast nazaaren baithe rahen hum tum yunhin baahon ke sahaare ye shaam ki bela ye madhur mast nazaaren baithe rahen hum tum yunhin baahon ke sahaare wo din na aaye intezaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen do jaan hain hum aise mile ek hi ho jaayen dhoondha kare duniyaan humen hum pyaar mein kho jaayen bechain bahaaron ko gulzaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen tu maang ka sindoor tu aankhon ka hai kaajal le baandh le daaman ke kanaaron ke ye aanchal tu maang ka sindoor tu aankhon ka hai kaajal le baandh le daaman ke kanaaron ke ye aanchal saamne baithe rahon singaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen aa neele gagan tale pyaar hum karen
Aa Neele Gagan
Badshah (1954)

Achala Sachadev, Agha, Hari Shivdasani, K N Singh, Mala Sinha, Pradeep Kumar, Ulhas, Usha Kiran