aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki chand ka tukda kahun yaa husn ki duniya kahun chand ka tukda kahun yaa husn ki duniya kahun preet ki sargam kahun yaa pyaar ka sapna kahun sochta hoon kya kahun sochta hoon kya kahun iss shokh ko main kya kahun aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki chaal kehti hai na ho pehli ghata barsaat ki chaal kehti hai na ho pehli ghata barsaat ki har ada apni jagah taarif ho kiss baat ki aarzoo kitne dinon se aarzoo kitne dinon se thi humen iss raat ki aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein
Aankhon Mein Masti
Chhaya (1961)