aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun mila diya aansoon samjh ke kyun mujhe jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo kuchh bhi hoon bahaar ki chhoti si ek bhool hoon jisne khilaa ke khud mujhe khud hi mujhe bhula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha gaaya gaya hoon jiss pe main toota hua wo saaz tha jisne suna wo hans diya hans ke mujhe rula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan warna mujhe bhi hai khabar mera nahin hai ye jahaan doob chala tha neend mein achchha kiya jaga diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun
Aansoo Samjh Ke Kyun
Chhaya (1961)