aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hain kahin aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aawaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin bevaja taareef karna aap ki aadat to nahin aap ki badmaashiyon ke ye naye andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain ho aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
Aap Ki Aankhon Mein Kuch
Ghar (1978)

Asit Sen, Dinesh Thakur, Prema Narayan, Vinod Khanna