aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha ji humen manzoor hai aap ka ye faisla ji humen manzoor hai aap ka ye faisla keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya hans ke apni zindagi mein kar liya shamil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain kyun main tufaan se darun mera saahil aap hain koi tufaanon se keh de mil gaya saahil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan har taraf bajne lagi saikadon shahanaiyaan do jahan ki aaj khushiyaan ho gayeen haasil mujhe aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha
Aap Ki Nazron Ne Samjha
Anpadh (1962)

Aruna Irani, Asha Parekh, Ashok Kumar, Deven Verma, Parikshit Sahni, Sarika, Vijayendra Ghatge, Zarina Wahab