ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera fariyaad hai fariyaad hai takdeer ne loota hai baseraa mera loota hai baseraa barbaad hai dil ujda hai aashaayon ka mela hoon jag mein akela barbaad hai dil barbaad hai dil ujda hai aashaayon ka mela hoon jag mein akela ujdi huyi basti mein hai ujdi huyi basti mein hai har or andhera ab kaun hai mera kya khatm na honge kabhi yeh ghum ke fasaane furkat ke zamaane kya khatm na honge kabhi yeh ghum ke fasaane furkat ke zamaane kehte hain har ek raat ka kehte hain har ek raat ka hota hai savera ab kaun hai mera toone mujhe loota teri duniya ne sataaya toone mujhe loota teri duniya ne sataaya teri duniya ne sataaya ab tu hi bata kya yahi ab tu hi bata kya yahi insaaf hai tera ab kaun hai mera ab kaun hai mera kaho ab kaun hai mera fariyaad hai fariyaad hai takdeer ne loota hai baseraa mera loota hai baseraa fariyaad hai
Ab Kaun Hai Mera
Anmol Ghadi (1946)