aye jaane bahaara ruh e chaman pehlu mein mere jab aaogi aye jaane bahaara ruh e chaman pehlu mein mere jab aaogi chandan ki tarah mehkega badan tum aur hasin ho jaaogi aye jaane bahaara ruh e chaman khwaabon ke gagan ki shehzaadi khwaabon ke gagan ki shehzaadi is dil mein utaara hai tumko aaghosh e mohabbat mein lekar nazron ne sanwaara hai tumko ye mujh ko yakin hai ab dil se tum door na hone paaogi aye jaane bahaara ruh e chaman jab pyaar ki shabnam barsegi jab pyaar ki shabnam barsegi har saans ka daaman bheegega in rang bhari barsaaton mein tan bheegega mann bheegega tum pyaar ki mehki waadi mein saawan ki pari kehlaaogi aye jaane bahaara ruh e chaman main tumko khushi dene ke liye main tumko khushi dene ke liye kya kya na bahaaren laaunga bhar doonga maang sitaaron se maathe pe chaand sajaaunga rangeen ujaalon mein rehkar din raat nikharti jaaogi aye jaane bahaara ruh e chaman pehlu mein mere jab aaogi chandan ki tarah mehkega badan tum aur hasin ho jaaogi
Ae Jaane Baharan Ruh E Chaman
Purani Pehchan (1971)