kabhi raaz e mohabbat chhup nahin sakta chhupaane se ye wo toofaan hai jo aur ubhrega dabaane se mere sarkaar mere sarkaar jis uljhan ko le kar aaye ho dil mein wo uljhan jaan li humne tumhaare sar jhukaane se kyun dil ki kahaani rang layi hai dil ki kahaani rang layi hai allah duhaai hai duhaai hai allah duhaai hai duhaai hai saansen hain halki halki aankhen hain chhalki chhalki saansen hain halki halki aankhen hain chhalki chhalki aaj to jaan pe ban aayi hai aaj to jaan pe ban aayi hai allah duhaai hai duhaai hai kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale ye jab chaahe bana daale ye jab chaahe mita daale koi iska bharosa hai na kuchh iska thhikaana hai koi iska koi iska koi iska bharosa hai na kuchh iska thhikaana hai kisi ko zindagi de de kisi ka ghar jala daale kyun ki wallah ye badi harjaai hai wallah ye badi harjaai hai allah duhaai hai duhaai hai
Dil Ki Kahani Rang Layi
Chaudhvin Ka Chand (1960)