hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein ussi ne hai loota mazaa zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana karon ehtraam uski deewangi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho sataayega kya ghum usse zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa
Hai Duniyaa Usi Ki Zamaana Usi Kaa
Kashmir Ki Kali (1964)

Anoop Kumar, Dhoomal, Madan Puri, Mridula, Nazir Husain, Padma Devi, Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Sundar