hain sabse madhur wo geet jinhen hain sabse madhur wo geet jinhen hum dard ke sur mein gaate hain hum dard ke sur mein gaate hain jab had se guzar jaati hai khushi aansoon bhi chhalak te aate hain aansoon bhi chhalak te aate hain hain sabse madhur wo geet kaanton mein khile hain phool hamaare rang bhare armaanon ke rang bhare armaanon ke kaanton mein khile hain phool hamaare rang bhare armaanon ke rang bhare armaanon ke naadaan hain jo in kaanton se daaman ko bachaaye jaate hain daaman ko bachaaye jaate hain hain sabse madhur wo geet jab ghum ka andhera ghir aaye samjho ke savera door nahin samjho ke savera door nahin jab ghum ka andhera ghir aaye samjho ke savera door nahin door nahin har raat ka hai paigham yahi taare bhi yehi doharaate hain taare bhi yehi doharaate hain hain sabse madhur wo geet pehloo mein paraaye dard basa ke hasna hasaana seekh zara tu hasna hasaana seekh zara pehloo mein paraaye dard basa ke hasna hasaana seekh zara hasna hasaana seekh zara
Hain Sabse Madhur
Patita (1953)

Agha, Chandrashekhar, Dev Anand, Krishna Kant, Lalita Pawar, Shiv Raj, Usha Kiran