hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do ban jaao meet mere meri preet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do na umr ki seema ho na janm ka ho bandhan na umr ki seema ho na janm ka ho bandhan jab pyaar kare koi to dekhe kewal mann nayi reet chala kar tum ye reet amar kar do nayi reet chala kar tum ye reet amar kar do aakash ka soonapan mere tanhaa mann mein aakash ka soonapan mere tanhaa mann mein paayal chhankaati tum aa jaao jeevan mein saansein dekar apni sangeet amar kar do sangeet amar kar do mera geet amar kar do jag ne chheena mujh se mujhe jo bhi laga pyaara jag ne chheena mujh se mujhe jo bhi laga pyaara sab jeeta kiye mujhse main har dam hi haara tum haar ke dil apna meri jeet amar kar do tum haar ke dil apna meri jeet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do
Honthon Se Chhoo Lo Tum
Prem Geet (1981)

Komal Soni, Sajjan, Raj Babbar, Aneeta Raj, Rajani Sharma, Shashi Ranjan, Madan Puri, Shammi