humen kya jo harsu humen kya jo harsu ujale huye hain humen kya jo harsu ujale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke humen kya jo harsu ujale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke baharon ne jaane kahan phool baante humare chaman mein khile sirf kaante humare chaman mein khile sirf kaante ye insaaf bhi kya nirale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke kisi aur ka dil jo yun toot jaata to shayad khuda se bhi woh rooth jaata to shayad khuda se bhi woh rooth jaata humin hain jo ye ghum sambhale huye hain ke hum to andheron ke paale huye hain ke hum to andheron ke
Humen Kya Jo Harsu Ujale
Namaste Ji (1965)