dukh aur sukh ke raaste bane hain sab ke waaste jo ghum se haar jaaoge to kiss tarah nibhaaoge khushi mile humen ke ghum khushi mile humen ke ghum jo hoga baanth lenge hum mujhe tum aazmaao to zara nazar milaao to zara nazar milaao to ye jism do sahi magar dilon mein faaslaa nahin jahaan mein aisa kaun hai ke jisko ghum mila nahin jahaan mein aisa kaun hai ke jisko ghum mila nahin tumhare pyaar ki kasam tumhara ghum hai mera ghum naa yun bhujhe bhujhe raho jo dil ki baat hai kaho jo mujh se bhi chhupaaoge jo mujh se bhi chhupaaoge to phir kise bataoge main koi gair to nahin dilaaun kiss tarah yakin dilaaun kiss tarah yakin ke tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin
Jahaan Mein Aisa Kaun
Hum Dono (1961)

Dev Anand, Nanda, Sadhana, Lalita Pawar, Jagirdaar, Rashid Khan, Leela Chitnis, Prabhu Dayal