tha intzaar jiska woh raat aa gayi hai tha intzaar jiska woh raat aa gayi hai dulha miyaan kahaan hai baaraat aa gayi hai ulajhe huye hain sahib uljhan ko dhundhate hain mehfil mein doston ki dushman ko dhundhte hain nashe kaa jhonka hai woh nazar kaa dhokha hai woh nashe kaa jhonka hai woh nazar kaa dhokha hai woh huzur aayega woh jarur aayega woh magar woh dushman e jaan na aa chuka ho yahaan magar woh dushman e jaan na aa chuka ho yahaan kisi pe kya hai yakin kahin woh main toh nahin kisi pe kya hai yakin kahin woh main toh nahin kuchh aitbaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin kisi pe kya hai yakin kahin woh main toh nahin kuchh aitbaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin kahin janaab ko mera toh intezaar nahin nazar udaas hai kyun labon pe pyaas hai kyun nazar udaas hai kyun labon pe pyaas hai kyun uthao jaam piyo usi ke naam piyo gujarne do yeh ghadi badi hai raat padi gujarne do yeh ghadi badi hai
Kahin Janab Ko Mera
Amir Garib (1974)