kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya andhere ghar mein kisi ne hans ke charaag jaise jala diyaa sharam ke maare main kuchh na boli sharam ke maare main kuchh na boli nazar ne parda gira diya magar wo sab kuchh samajh gaye hai ke dil bhi maine ganwaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya naa pyaar dekha naa pyaar jaana naa pyaar dekha naa pyaar jaana suni thi lekin kahaaniyaa suni thi lekin kahaaniyaa jo khaab raaton mein bhi naa aayaa wo mujhko din mein dikha diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya wo rang bharte hain zindagi mein wo rang bharte hain zindagi mein badal raha hai mera jahaan koi sitaare loota raha tha kisi ne daaman bichhaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya
Kisi Ne Apna Bana Ke
Patita (1953)

Agha, Chandrashekhar, Dev Anand, Krishna Kant, Lalita Pawar, Shiv Raj, Usha Kiran