kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan tumhein dil ko dukha ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke hum soch rahe the kabhi dil dil se milenge jeevan mein mohabbat ke kabhi phool khilenge ye kya thi khabar tum ko naa aayegi daya bhi rakh doge kisi din meri duniya ko mitaa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan aakaash hi dushman nahin dushman hai zameen bhi dukh dard ke maare ko nahin chain kahin bhi chain kahin bhi iss jeene se ab maut hi aa jaaye to achchhaa jab chhut gaya haath un ka mere haathon mein aake armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan maaloom naa tha khaak mein mil jaayenge ik din khud apni hi hum aag mein jal jaayenge ek din tumse to ye ummeed na thi jal ke khewaiyyaa naiya ko dubo doge kinaare hi pe laa ke armaanon ki nagri mein meri aag laga ke kya mil gaya bhagwaan kya mil gaya bhagwaan
Kya Mil Gaya Bhagwaan
Anmol Ghadi (1946)