hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm dere naa aaaa log kehte hain main sharabi hoon log kehte hain main sharabi hoon tumne bhi shayad yehi soch liya haaan log kehte hain main sharabi hoon kisipe husn ka gurur jawaani ka nasha kisi ke dil pe mohabbat ki ravaani ka nasha kisiko dekh ke sanson se ubharta hai nasha bina piye bhi kahin had se guzarta hai nasha nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara kise hai hosh mere saamne to lao zara nasha hai sab pe magar rang nashe ka hai juda khili khili huyi subah pe hai shabnam ka nasha hawa pe khushbu ka badal pe hai rimjhim ka nasha kahin suroor hai khushiyon ka kahin ghum ka nasha nasha sharaab mein hota to nachati botal maikade jhoomte paimanon mein hoti hulchal nasha sharaab mein hota to nachti botal nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara nashe mein kaun nahin hai mujhe batao zara log kehte hain main sharabi hoon thodi aankhon se pila de re sajni deewani thodi aankhon se pila de re sajni deewani tujhe main tujhe main tujhe
Log Kehte Hain Main Sharabi Hoon
Sharaabi (1984)