main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon rishton ka roop badalta hai buniyaden khatam nahin hoti hmmm khwabon ki aur umangon ki miyaden khatam nahin hoti ek phool mein tera roop basa ek phool mein meri jawaani hai ek chehra teri nishani hai ek chehra meri nishani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon tujhko mujhko jeevan amrit ab in haathon se peena hai inki dhadkan mein basna hai inke saanson mein jeena hai tu apni adayen baksh inhen main apni wafayen deta hoon jo apne liye sochi thi kabhi wo saari duwayen deta hoon main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek
Main Har Ek Pal Ka
Kabhi Kabhie (1976)