main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Hum Dono (1961)

Dev Anand, Nanda, Sadhana, Lalita Pawar, Jagirdaar, Rashid Khan, Leela Chitnis, Prabhu Dayal