mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye toote huye khilounon se pyaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye banaa ke zindgaaniyan bigaadne se kya mila meri ummeed ka jahaan meri ummeed ka jahaan ujaadne se kya mila aayi thi do dinon ki ye bahaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zara si bhool ko hazaar roop naam de diye zara si jaan sar pe saat aasmaan de diye barbaad zindagi ka ye singaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zamin gair ho gayi yeh aasmaan badal gaya hawaa ke rukh badal gaye hawaa ke rukh badal gaye har ek phool jal gaya bajte hain ab ye saanson ke taar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye
Mitti Se Khelte Ho
Patita (1953)

Agha, Chandrashekhar, Dev Anand, Krishna Kant, Lalita Pawar, Shiv Raj, Usha Kiran