ang ang tera rang racha ke aisa karoon singaar jab jab jhanjhar jhankaun main khanke mann ke taar mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane maate pe jhumar kaanon mein jhumka paanv mein paayaliyaa haathon mein hooo kangna mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane tujhe main tujhe main tujhe gale se laga loongi o saiyaan deewane mujhe angiyaa sila de re o saiyaan deewane tujhe main tujhe main tujhe seene se laga loongi o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane salma sitaaron ki jhilmil chunariyaa aaun pehan ke to phisle nazariyaa mujhko sajaa de balmaa sajaa de mujhko sajaa de balmaa kori kunwaari ye kamsin umariyaa tere liye naache sajj ke sawariyaa laali mangaa de sajnaa suraj se laali mangaa de sajnaa tujhe main tujhe main tujhe honthon se laga loongi o saiyaan deewane tujhe honthon se laga loongi o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane main to saari umariyaa lootaye
Mujhe Naulakha Manga De Re
Sharaabi (1984)

Amitabh Bachchan, Jaya Prada, Om Prakash, Ranjeet, Pran, Satyendra Kapoor