pal pal dil ke paas tum rehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho har shaam aankhon par tera anchal lehraaye har raat yaadon ki baaraat le aaye main saans leta hoon teri khushboo aati hai ik mehka mehka sa paigaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai pal pal dil ke paas tum rehti ho kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisa rishta hai ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain main soch mein rehta hoon darr darr ke kehta hoon pal pal dil ke paas tum rehti ho tum sochogi kyun itna main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon deewanon ki ye baatein deewaane jaante hain jalne mein kya maza hai parwaane jaante hain tum yun hi jalaate rehna aa aa kar khwabon mein pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho
Pal Pal Dil Ke Paas
Black Mail (1973)