rang birangi raakhi leke aayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer ho rakhi bandhvaa le mere veer main na chaandi na sone ke haar maangun ho main na chaandi na sone ke haar maangun apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangun thoda sa pyaar maangun sona hazaar maangun iss rakhi mein pyaar chhupa le laayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer neele ambar se taare utaar laun ho neele ambar se taare utaar laun ya main chanda ki kirnon ke haar laun kirnon ke haar laaun hansti bahaar laaun pyaar ke badle ban ban ke lehraayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer kabhi bhaiya ye behna na paas hogi ho kabhi bhaiya ye behna na paas hogi kahin pardes baithi udaas hogi behna udaas hogi milne ki aas hogi jaane kaun bichhad jaayen kab bhai behna ho rakhi bandhvaa le mere veer
Rang Birangi Rakhi
Anpadh (1962)