rehte the kabhi jinke dil mein hum jaan se bhi pyaaron ki tarah baithe hain unhi ke kuche mein hum aaj gunahgaaron ki tarah hum aaj gunahgaaron ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein daawa tha jinhen humdardi ka khud aa ke naa poochhaa haal kabhi khud aa ke naa poochhaa haal kabhi mehfil mein bulaaya hai hum pe mehfil mein bulaaya hai hum pe hansne ko sitamgaaro ki tarah hansne ko sitamgaaro ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein barson ke sulagte tan mann par ashqon ke to chhente de naa sake ashqon ke to chhente de naa sake tapte huye dil ke zakhmon par tapte huye dil ke zakhmon par barse bhi to angaaron ki tarah barse bhi to angaaron ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein sau roop bhare jeene ke liye baithe hain hazaaron zehar piye baithe hain hazaaron zehar piye thokar naa lagaana hum khud hai thokar naa lagaana hum khud hai girti huyi deewaron ki tarah girti huyi deewaron ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein hum jaan se bhi pyaaron ki tarah baithe hain
Rehte The Kabhi Jinke
Mamta (1966)

Ashok Kumar, Asit Sen, Bipin Gupta, Chaman Puri, Devid, Dharmendra, Gujral, Jahor Roy, Kaleepad Chackravarti, Kundan, Neeru Sanyal, Pahari Sanyal, Prem Sahagal, S Chaubey, Shailen Ganguly, Shyam Laha, Suchitra Sen, Vinod Sharma
Song Title :
Rehte The Kabhi Jinke
Album/Film :
Mamta (1966)
Production :
Charu Chitra
Producer :
Charu Chitra
Director :
Asit Sen
Film Actors :
Ashok Kumar, Asit Sen, Bipin Gupta, Chaman Puri, Devid, Dharmendra, Gujral, Jahor Roy, Kaleepad Chackravarti, Kundan, Neeru Sanyal, Pahari Sanyal, Prem Sahagal, S Chaubey, Shailen Ganguly, Shyam Laha, Suchitra Sen, Vinod Sharma
Singer :
Lata Mangeshkar
OnScreen Actors :
Suchitra Sen
Music Director :
Roshan (Lal)
FAQs for
Rehte The Kabhi Jinke
Q. In which year the Album/Film
Mamta (1966)
released?
>
A.
Mamta (1966)
was released in
1966
.
Q. Which is Production of Album/Film
Mamta (1966)
?
>
A.
Charu Chitra
was the Production of
Mamta (1966)
.
Q. Who is Producer of Album/Film
Mamta (1966)
?
>
A.
Charu Chitra
was the Producer of in
Mamta (1966)
.
Q. Who is Director of Album/Film
Mamta (1966)
?
>
A.
Asit Sen
was the Director of
Mamta (1966)
.
Q. Who was Film Actors of Album/Film
Mamta (1966)
?
>
A.
Ashok Kumar, Asit Sen, Bipin Gupta, Chaman Puri, Devid, Dharmendra, Gujral, Jahor Roy, Kaleepad Chackravarti, Kundan, Neeru Sanyal, Pahari Sanyal, Prem Sahagal, S Chaubey, Shailen Ganguly, Shyam Laha, Suchitra Sen, Vinod Sharma
was the Film Actors of
Mamta (1966)
.
Q. Who wrote the song
Rehte The Kabhi Jinke
?
>
A.
Majrooh Sultanpuri
wrote the song
Rehte The Kabhi Jinke
Q. Who was the lyricsts of song
Rehte The Kabhi Jinke
?
>
A.
Majrooh Sultanpuri
was the lyricsts of song
Rehte The Kabhi Jinke
.
Q. Who is Singer of song
Rehte The Kabhi Jinke
?
>
A.
Lata Mangeshkar
was the Singer's of song
Rehte The Kabhi Jinke
.
Q. Who is OnScreen Actors of song
Rehte The Kabhi Jinke
?
>
A.
Suchitra Sen
was the OnScreen Actors of song
Rehte The Kabhi Jinke
.
Q. Who is Music Director of song
Rehte The Kabhi Jinke
?
>
A.
Roshan (Lal)
was the Music Director of song
Rehte The Kabhi Jinke
.
Q. In which raag
Rehte The Kabhi Jinke
song was sung?
>
A.
Rehte The Kabhi Jinke
song was sung in raag
Jhenjhuti
.
Q. In which taal
Rehte The Kabhi Jinke
song was sung?
>
A.
Rehte The Kabhi Jinke
song was sung in taal
.