tere milne se pehle tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi aaj har cheez se jaan pehchaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai dil se dil is tarah aaj milne lage jaise pehle mulakaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi isse pehle bhi chhaye the baadal magar isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle ghataayein ghataayein na thi ya ghataaon mein barsaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi la la laa la la la la la la
Tere Milne Se Pehle
Ponga Pandit (1975)