tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa kab se baahen phailaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa sapne bhi yahaan benoor hain jo hain tere wo tujh se door hain iss duniyaa mein tera kaun hai iss duniyaa mein tera kaun hai ye soch ke ghabraa jaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa nazron se gira denge sabhi do din mein bhula denge sabhi barsenge naa baadal bhool ke barsenge naa baadal bhool ke ro ro ke yahi samjhati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa wahaan chhote bade sab ek se nahin koi jo tere dukh pe hanse wahaan rishte naa honge jhooth ke wahaan rishte naa honge jhooth ke sab ko seene se lagaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa kab se baahen phailaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa
Tujhe Apne Paas Bulaati
Patita (1953)

Agha, Chandrashekhar, Dev Anand, Krishna Kant, Lalita Pawar, Shiv Raj, Usha Kiran