phir se milne ki jahaan pe de gaye the tum qasam dekh lo aa kar wahin pe aaj bhi baithe huye hain hum tumhaare the tumhaare hain tumhaare hi rahenge hum tumhaare the tumhaare hain tumhaare hi rahenge hum muddatein bhi chand lamhon jaisi lagti hain sanam baat hi aisi tumhaare ishq mein kuchh hai mere humdum tumhaare the tumhaare hain tumhaare hi rahenge hum tumhaare the tumhaare hain tumhaare hi rahenge hum bichhad ke bhi humsafar se wafa jo kar paaye hain iss aatish ke samundar se wahi toh guzar paaye hain nahin mili heer toh kya rahein usi ke woh phir bhi tabhi raanjhe wahi sach maayne mein kehlaaye hain kehlaaye hain wahi sachchi mohabbat hai kabhi hoti nahin jo kam tumhaare the tumhaare hain tumhaare hi rahenge hum tumhaare the tumhaare hain tumhaare hi rahenge hum tumhaare the tumhaare hain tumhaare hi rahenge hum
Tumhare Hi Rahenge Hum
Stree 2 (2024)