wo dekho jala ghar kisi ka wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka gaya jaise jhonka hawaa ka humari khushi ka zamana diye humko kismat ne aansun jab aaya humen muskurana bina humsafar hai sooni dagar kidhar jaayen hum besahare wo dekho jala ghar kisi ka hain raahen kathin door manzil ye chhaya hai kaisa andhera ke ab chaand sooraj bhi mil kar nahin kar sakenge savera ghata chhayegi bahaar aayegi naa aayenge wo din humare wo dekho jala ghar kisi ka idhar ro rahi hain ye aankhen udhar aasmaan ro raha hai mujhe kar ke barbaad zaalim pashemaan ab ho raha hai ye barkha kabhi to ruk jaayegi rukenge naa aansun humare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka
Wo Dekho Jala Ghar
Anpadh (1962)

Aruna Irani, Asha Parekh, Ashok Kumar, Deven Verma, Parikshit Sahni, Sarika, Vijayendra Ghatge, Zarina Wahab