ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani mohalle ki sabse nishaani puraani wo bhudhiyaa jise bachche kehte the naani wo naani ki baaton mein pariyon kaa dera wo chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka phera bhulaaye nahin bhul sakta hai koi wo chhoti si raaten wo lambi kahaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani kadi dhoop mein apne ghar se nikalna wo chidiyaa wo bulbul wo titli pakadna wo gudiyaa ki shaadi pe ladna jhagadnaa wo jhulon se girna wo gir ke sambhalna wo peetal ke chhalon ke pyaare se tauhfe wo tooti huyi chudiyon ki nishaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani
            
                    Wo Kaagaz Ki Kashti
                
                    Jagjit Singh & Chitra Singh