yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon main jo hoon bas wohi hoon main jo hoon bas wohi hoon yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon kahaan shaam o saher yeh kahaan din raat mere bahut ruswaa huye hain yahaan jazbaat mere nayi tahzeeb hai yeh naya hai yeh zamaana magar main aadmi hoon wohi sadiyon purana main kya janoon yeh baatein zara insaaf karna meri gustaakhiyon ko khudara maaf karna yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon teri baahon mein dekhoon sanam gairon ki baahein main laaunga kahan se bhala aisi nighaahein yeh koi raks hoga koi dastoor hoga mujhe dastoor aisa kahaan manjoor hoga bhala kaise ye mera lahoo ho jaaye paani main kaise bhool jaaun main hoon hindustaani yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon mujhe bhi hai shikaayat tujhe bhi to gilaa hai yahi shikwe humaari muhabbat ka sila hai kabhi magrib se mashrik mila hai jo milega jahaan ka phool hai jo wahi pe woh khilega tere oonche mehal mein nahin mera
Yahaan Main Ajnabee Hoon
Jab Jab Phool Khile (1965)

Agha, Bhalla, Jateen Khanna, Kamal Kapoor, Mridula, Nanda, Shammi Kapoor, Shashi Kapoor