Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ye pyaar ki tamanna jis dil mein muskaraaye wo dil chiraag banakar duniya mein jagamagaaye shab ko bhi din bana de ulfat mein wo asar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye hamsafar bata de duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein duniya ajeeb dil ki iski ajeeb raahein manzoor ishq ko hai kushiyaan mile ya aahein hans ke jo ghum bhi sah le ye ishq ka jigar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de ik saath hum chale hain duniya basa ke dil ki rangeen hasaraton se mehafil saja ke dil ki is waqt pyaar apna duniya se bekhabar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de manzil teri kidhar hai jis ki nahin hai manzil ye ishq wo safar hai aye humsafar bata de
ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ye pyaar ke nagme ye mohabbat ke taraane tujhko bade armaan se aaya hoon sunaane umeed mere dil ki kahin toot na jaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye saaz e dil e khamosh mein ek soz jaga de tu bhi meri awaaz mein awaaz mila de aaya hoon tere dar pe badi aas lagaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae shama tu aaja zara chilman se nikal ke hasrat hai ke reh jaaun teri aag mein jal ke parwaana wo kya tujhpe jo mit kar na dikhaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye
aaa aaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa ae ishq ye sab duniya wale ae ishq ye sab duniya wale bekaar ki batein karte hain bekaar ki batein karte hain payal ke ghamon ka ilam nahin payal ke ghamon ka ilam nahin jhankaar ki batein karte hain jhankaar ki batein karte hain ae ishq ye sab duniya wale aaa aaa aaa aaaa har dil mein chhupa hai teer koi har panw mein hai zanjeer koi aaa aaa aaa aaaa poochhe koi unse ghum ke maze poochhe koi unse ghum ke maze jo pyaar ki batein karte hain jo pyaar ki batein karte hain ae ishq ye sab duniya wale hmm hmm hmm hmmm ulfat ke naye diwanon ko kis tarah se koi samjhaye kis tarah se koi samjhaye nazron pe lagi hai pabandi nazron pe lagi hai pabandi deedaar ki batein karte hain deedaar ki batein karte hain ae ishq ye sab duniya wale hmm hmm hmm hmmm aaa aaa aaa aaaa bhanwre hain agar madhosh to kya aaa parwane bhi hain khamosh to kya aaa aaa aaa aaaa sab pyaar ke nagme gaate hain sab pyaar ke nagme gaate hain sab yaar ki batein karte
aa aa aaaaa aa aa aa ae jaan e baharan jaan e karam mitt jaye sabhi duniya ke sitam chhaa jaayen jahan par hum hi hum gar tera sahara mil jaye ae jaan e baharan jaan e karam mitt jaye sabhi duniya ke sitam chhaa jaayen jaha par hum hi hum gar tera sahara mil jaye ae jaan e bahara jaan e karam hum pyaar ke raahi aakhir ko ab aa hi gaye is manzil mein hum pyaar ke raahi aakhir ko ab aa hi gaye is manzil mein jalwe toh hazaron dekh liye dekha nahin tujh sa mehfil mein aa jaye zamana zere kadam aa jaye zamana zere kadam gar tera sahara mil jaye ae jaan e baharan jaan e karam mitt jaye sabhi duniya ke sitam chhaa jaayen jaha par hum hi hum gar tera sahara mil jaye ae jaan e baharan jaan e karam ho jaye jo hum par ek nazar us ek nazar ka kya kehna ho jaye jo hum par ek nazar us ek nazar ka kya kehna jo zulf ki chhaon mein guzare un shaamo saher ka kya kehna ho jaye jigar mein dard bhi kam ho jaye jigar mein dard bhi kam gar tera sahara mil jaye ae jaan e baharan jaan e
ae husn e bekhabar tujhe takne ko ik nazar jhukta to hoga roz tere ghar pe maahetaab ae jaan e chaman ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa mal mal ke jism itna bhi paani mein mat nahaa dar hai kahin ye paani bhi ban jaaye na sharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke baaghon ke aas paas bhi jaana na bhool ke hoga bhari bahaar mein phoolon ka jee kharaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise khilta hua gulaab zaalim teri jawaani qayamat tera shabaab ae jaan e chaman tujhko banane wala bhi sau koshishen kare tujhko banane wala bhi sau koshishen kare la na sakega dhoond ke tera koi jawaab ae jaan e chaman tera gora badan jaise
ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara mujhe tum mile zindagi mil gayi hai mujhe tum mile zindagi mil gayi hai ae jaane gulistaan ae meri jaane jaana ae meri jaane jaana tere pyaar se roshni mil gayi hai tere pyaar se roshni mil gayi hai ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara mujhi se ye ulfat bata kyun chhupai bata kyun chhupai sada se hoon teri nahin hoon paraai nahin hoon paraai teri aarzoo ne ye himmat badhai dabi baat dil ki zubaan pe jo aayi dabi baat dil ki zubaan pe jo aayi ae jaane tamanna ae jaane bahara ae jaane bahara mere bhole kaatil tujhe kya khabar hai tujhe kya khabar hai meri manzilon ka tu hi humsafar hai tu hi humsafar hai lagi aag donon dilon mein suhaani teri jo kahaani wo meri kahaani teri jo kahaani wo meri kahaani ae jaane gulistaan ae meri jaane jaana ae meri jaane jaana main ho jaaun sadke ye jee chahta hai ye jee chahta hai karoon tujhko sajde ye jee chahta hai ye jee
ae janeman hans lo zara fikra ki kya baat hai hasne wala ghum kare kyun ghum ki kya aukaat hai hai hai janeman hans lo zara fikra ki kya baat hai hasne wala ghum kare kyun ghum ki kya aukaat hai hai hai janeman hans lo zara ghum mein hona padega tujhe tanha ya toh rona padega tujhe tanha ghum mein hona padega tujhe tanha ya toh rona padega tujhe tanha aur pyare tu hai khush toh phir yeh duniya bhi saath hai janeman hans lo zara fikra ki kya baat hai hasne wala ghum kare kyun ghum ki kya aukaat hai hai hai janeman hans lo zara jalte jao magar raho hanste deep roshan hua hai yehi kahke jalte jao magar raho hanste deep roshan hua hai yehi kahke tu hai zinda tere sar pe zindagani ka haath hai janeman hans lo zara fikra ki kya baat hai hasne wala ghum kare kyun ghum ki kya aukaat hai hai hai janeman hans lo zara tum jo chaaho nazara abhi badle chaand badle sitara abhi badle tum jo chaaho nazara abhi badle chaand badle sitara abhi badle pehle hans do phir yeh dekho kaisi
ae ji dil par hua aisa jadoo tabiyat tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se ke haalat haalat badal badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha kal tak humara naa poochh kaisa haal tha milti kahin aankh dil ko ye malaal tha usne jo dekha to hasrat nikal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se haalat badal badal gayi kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin kaisi hai ulfat ki dillagi ye humnasheen wo ho gayi meri aur use khabar nahin zaalim muhabbat bhi kya chaal chal gayi sunn pyaare sunn pyaare apni to kismat badal gayi dil par hua aisa jadoo tabiyat machal machal gayi nazren mili kya kisi se re haalat badal badal gayi milti hai aahat si pyaare uss ke paanv ki dil mein chamakti hai
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ae ji zara sun na unse nahin kehna ae ji zara sun na unse nahin kehna hum to unki mast nazar se pee ke aaye jaam ae ji zara sun na unse nahin kehna chaand ka jalwa na poochho chaand ka jalwa na poochho pyaar kyun machla na poochho nazaare hi nazaare ishaare hi ishaare nazaare hi nazaare ishaare hi ishaare na socha na samjha kiya unhen salaam ae ji zara sun na unse nahin kehna ae ji zara sun na unse nahin kehna hum to unki mast nazar se pee ke aaye jaam ae ji zara sun na unse nahin kehna aag thi donon dilon mein aag thi donon dilon mein pyaas thi donon labon pe badhe the wo udhar se badhe the hum idhar se badhe the wo udhar se badhe the hum idhar se wo ruke hum ruke jigar ko liya thaam ae ji zara sun na unse nahin kehna ae ji zara sun na unse nahin kehna hum to unki mast nazar se pee ke aaye jaam ae ji zara sun na unse nahin kehna
hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmmmm hmm chaand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chaand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha aa umm ummmm ho oooo chala chala sa raat ka jaadu hmmm hmmm koi na ho harsu udti ho khushboo hoo oo chala chala sa raat ka jaadu tum ho hum ho kam se kam ho faasle dil ke ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chaand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha aa umm ummmm ho ooo nazar pe ho na dil pe ho kaabu aaaa aaa koi na ho harsu udti ho khushboo hoo ooo nazar pe ho na dil pe ho kaabu chalte chalte ja nikalte paas manzil ke ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chaand aur main aur tu uu uu uu
ae ladki pyaar karegi tu mera aitbaar karegi ae ladki pyaar karegi tu mera aitbaar karegi sochungi dekhungi phir main haan karungi we tu mera intezaar karega ae ladke pyaar karega tu mera aitbaar karega jaise chaand sitaaron mein waise tu ek hazaaron mein mere jaise khilte hain kitne hi phool baharon mein aa hum dono mil ke kho jaayen ulfat ke khwabon mein khwabon ki baatein achhi lagti hain sirf kitaabon mein we tu isse inkaar karegaa ae ladke pyaar karega tu mera aitbaar karega bin dekhe bin soche main to haan kahunga anjaane mein anjaane mein bhool jo hoti hai wo kabil e maafi hai main majboor hoon apne dil se itna kehna kaafi hai meri saari khushiyaan le le de de mujhko ghum apne lekin sach to sach hota hai sapne hote hain sapne yeh sach hai ikraar karega ae ladke pyaar karega tu mera aitbaar karega bin dekhe bin soche main to haan kahunga lagta hai mujh par koi ehsaan tu karne aaya hai aisa nahin hai tera pyaar hi mujhko kheench ke laaya hai main kya kah sakti
ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil haa haa albele azaad parinde masti mein tu gaata chal pee le kha le pyaar ka dana jhoom jhoom lehraata chal are pee le kha le pyaar ka dana jhoom jhoom lehraata chal ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil ha ha nirdhan ki koi baat na puchhe daulat ke sab bande hain manmaani karte hain zaalim aankhen rakh kar andhe hain are manmaani karte hain zaalim aankhen rakh kar andhe hain ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil mat kar kisi pe eitbaar har kadam pe hain dhokhe hazaar ae mere dil ha ha
ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon jhooti asha ke taare na hon in baharon se kya fayada jisme dil ki kali jal gayi zakham phir se hara ho gaya ae mere dil kahin aur chal chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahan dekhti reh gayi ye zameen chup raha beraham aasaman ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal
ae mere dil la la la la khushi se machal la la la laa ae mere dil la la la la khushi se machal la la la laa poori karunga main teri tamanna aaj mere kadmon mein duniya ae mere dil la la la la khushi se machal la la la laa ae mere dil ye dil fareb dilnashin ye moorten hasin hasin ye dil fareb dilnashin ye moorten hasin hasin ye roop ki numaishen ye shokh shokh naazani thaam loon main baahon ko main rokoon teri raahon ko dilna mila na sahi mila gayi nigaahon ko mila gayi nigaahon ko ae mere dil la la la la khushi se machal la la la laa ae mere dil bhara bhara ye jaam hai ye mehki mehki shaam hai bhara bhara ye jaam hai ye mehki mehki shaam hai ae dil mere bharam na kar ye sab tumhaare naam hai ye mere dil ki pyaas hai ye zindagi ki aas hai aaj tumse door jo wo kal tumhaare paas hai wo kal tumhaare paas hai ae mere dil la la la la khushi se machal la la la laa puri karunga main teri tamanna aaj mere kadmon mein duniya ae mere dil la la la la khushi se machal la la la
aye mere dil sun meri jaan aye mere dil aye mere dil sun meri jaan reh gaye hum tum chale gaye mehmaan aye mere dil ab wo khushi wo din kahaan chal di bahaaren reh gaya viraan aye mere dil sun meri jaan aye mere dil aankh ne jitne sapne dekhe aansu ban kar bikhar gaye aankh ne jitne sapne dekhe aansu ban kar bikhar gaye pyaar ki manzil ro ro puchhe pyaar ke raahi kidhar gaye sooni kar ke ye nainon ki galiyaan aye mere dil sun meri jaan reh gaye hum tum chale gaye mehmaan aye mere dil aahon se kab patthar pighla kya kuchh karti aah meri aahon se kab patthar pighla kya kuchh karti aah meri un ki manzil aur kahin thi aur kahin thi raah meri reh gaye dil mein mohabbat ke armaan aye mere dil sun meri jaan reh gaye hum tum chale gaye mehmaan ab wo khushi wo din kahaan chal di bahaaren reh gaya viraan aye mere dil
ae mere dil tu kabhi unse fariyaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi unse fariyaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi ye hai jeene ki adaa thokren kha ke sambhal phir na sapnon se bana pyaar ka taajmahel char chuka hai jo chaman usko aabaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi bewafa hai jo sanam kya wafa dega humen jisne sau zakham diye kya dawa dega humen o sitamgar ke liye khud ko barbaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi
na ro tu yahaan aise pagla kahin ka museebat ko apne gale se laga le tere ghum ki duniyaan tujhe de gaye hain yahaan se wahaan rooth kar jaane waale ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin har kadam par yahaan aur har mod par ghum ki ek daastaan keh rahi har nazar keh rahi har nazar kitni bechainiyaan reh ke khaamosh bhi de rahi hain sada bin pukaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin pyaar jisne kiya usko paagal kaha apni duniyaan mein ye zulm hota raha zulm hota raha sainkadon baar ye khel khela gaya saikadon baar aise nazaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aise insaan bhi maine dekhe kayi maut jinke liyeee zindagi ban gayi jinki aahon se hain goonjati ye fiza jinke aansoo gagan ke sitaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin
mujhe jab apni guzari zindagani yaad aati hai to bus ik meherbaan ki meherbani yaad aati hai ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera ghum tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera gam tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum kaun tha tu kahan se aaya tha aaj tak maine yeh nahin jaana tu meri rooh tha magar maine tere jaane ke baad pehchana ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera ghum tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum tu sudama bhi hai kanhaiya bhi kanhaiya kanhaiya tu sudama bhi hai kanhaiya bhi tu bhikaari bhi aur daata bhi tere sau rang hain mere pyaare tu hi pyaasa hai tu hi jharna bhi ae mere dost ae mere humdum mere mohosin mere karam farma woh mera ghum tha ya khushi meri har jagah tune mera saath diya ae mere dost ae mere humdum tu meri bebasi ke aalam
Ae Mere Hum Kadam
aye mere humsafar aye mere humsafar le rok apni nazar le rok apni nazar na dekh is kadar ye dil hai bada besabar ye dil hai bada besabar aye mere humsafar chaand taaron se puchh le ya kinaron se puchh le dil ke maaron se puchh le kya ho raha hai asar le rok apni nazar na dekh is kadar ye dil hai bada besabar ye dil hai bada besabar aye mere humsafar muskuraati hai chandani chha jaati hai khamoshi gungunati hai zindagi aise mein ho kaise guzar le rok apni nazar na dekh is kadar ye dil hai bada besabar ye dil hai bada besabar aye mere humsafar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Humsafar Bata De Manzil Teri Mohar (1959) 03:33 19121
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:33   Song Number : 19121   

Ae Husn Zara Jaag Mere Mehboob (1963) 03:48 13728
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:48   Song Number : 13728   

Ae Ishq Ye Sab Mughal-E-Azam (1960) 04:25 37804
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana
Duration : 04:25   Song Number : 37804   

Ae Jaan E Baharan Jaan E Jahan Pyar Mile (1969) 04:13 36195
 
Poster of Jahan Pyar Mile (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:13   Song Number : 36195   

Ae Jaan E Chaman Anmol Moti (1969) 04:59 12699
 
Poster of Anmol Moti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 04:59   Song Number : 12699   

Ae Jaane Tamanna Jaane Bahara Ji Chahta Hai (1964) 05:27 38268
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajshree, Joy Mukherjee
Duration : 05:27   Song Number : 38268   

Ae Janeman Hans Lo Zara Ganga Ki Lahren (1964) 04:32 37225
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:32   Song Number : 37225   

Ae Ji Dil Par Hua Aisa Mr & Mrs 55 (1955) 03:35 13778
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Johny Walker
Duration : 03:35   Song Number : 13778   

Ae Ji Zara Sun Na Raaz (1967) 03:27 37747
 
Poster of Raaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 03:27   Song Number : 37747   

Ae Kaash Chalte Manzil (1960) 03:05 38881
 
Poster of Manzil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:05   Song Number : 38881   

Ae Ladki Pyaar Karegi Tumhari Kassam (1978) 04:29 16333
 
Poster of Tumhari Kassam (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:29   Song Number : 16333   

Ae Mere Dil Albela (1971) 03:33 19176
 
Poster of Albela (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:33   Song Number : 19176   

Ae Mere Dil (Female) Daag (1952) 03:20 32071
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 32071   

Ae Mere Dil Khushi Se Machal The Cheat (Farebi) (1974) 04:41 40662
 
Poster of The Cheat (Farebi) (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 04:41   Song Number : 40662   

Ae Mere Dil Sun Meri Jaan Kunwari (1966) 03:48 38661
 
Poster of Kunwari (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:48   Song Number : 38661   

Ae Mere Dil Tu Kabhi C H Atma 03:05 19995
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:05   Song Number : 19995   

Ae Mere Dil Yahaan Pagla Kahin Ka (1970) 04:41 32129
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:41   Song Number : 32129   

Ae Mere Dost Mehrban (1967) 06:02 13706
 
Poster of Mehrban (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 06:02   Song Number : 13706   

Ae Mere Humkadam Humkadam (1980) 04:47 37617
 
Poster of Humkadam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakhi, Parikshit Sahni
Duration : 04:47   Song Number : 37617   

Ae Mere Humsafar Chhabili (1960) 03:08 19162
 
Poster of Chhabili (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
S Ratan
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Nutan
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:08   Song Number : 19162