Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye ye dekh ke duniyaa waalon ke dil jal gaye jal gaye jal gaye jal gaye teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye soona tha sansaar humara tune aan basaaya o shehzaadi tujhko paa kar maine sab kuchh paaya are soona tha sansaar humara tune aan basaaya o shehzaadi tujhko paa kar maine sab kuchh paaya mere khoye khoye sapne bhi dilbar aaj mil gaye mil gaye mil gaye mil gaye teri neeli neeli aankhon ke dil pe teer chal gaye chal gaye chal gaye chal gaye maine apne man mandir mein saajan tujhko basaaya tu mere nainon ka kaajal palkon beech sajaaya o maine apne man mandir mein saajan tujhko basaaya tu mere nainon ka kaajal palkon beech sajaaya teri meethi meethi baaton pe hum to haaye loot gaye loot gaye loot gaye loot gaye ye dekh ke duniyaa waalon ke dil jal gaye jal gaye jal
teri neeli neeli jaakit teri jaakit mein ek pocket uss pocket mein ek locket aur locket mein tasveer mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki meri zulfen kaale badal badal ka lagaya kajal kajal ne kiya man pagal aur pagal hain ummange mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki teri neeli neeli jaakit teri jaakit mein ek pocket uss pocket mein ek locket aur locket mein tasveer mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki meri zulfen kaale badal goren goren mehndi waale kabhi to honge pile tere haath bhi tere haath bhi hooooo chaahe zamaana kitna roke rahungi main to balama tere saath hi tere sath hi haayeee mujhe yaar mila hai chanchal mere dil main machaye halchal halchal ne kiya hai bekal aur bekal hai adaayen mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki meri zulfen kaale badal badal ka lagaya kajal kajal ne kiya man pagal aur pagal hain ummange mere yaar ki rakh na sambhaal ke nishaani mere pyaar ki teri neeli
teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai dil mein chupaayi huyi baat sajan se kehne ko jee chaahta hai teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai teri nighahon meinnnnn dil ye humara ghar hai tumhaara aao ji aa ke bas jaao ji dil ye humara ghar hai tumhaara aao ji aa ke bas jaao ji nain humare dekhen khwaab tumhaare zara khawaabon mein aa ke hans jaao ji jaan se pyaara humen ghar ye tumhaara yahaan rehne ko jee chaahta hai teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai teri nighahon meinnnnn dekho ji dekho aur kisi ko dil mein naa apne basaana ji dekho ji dekho aur kisi ko dil mein naa apne basaana ji pyaar bhara ye waada humto naa bhule piya tum bhi ise naa bhulaana ji preet humari rahe duniyaa se nyaari yahi kehne ko jee chaahta hai dil mein chupaayi huyi baat sajan se kehne ko jee chaahta hai teri nighahon mein teri hi baahon mein rehne ko jee chaahta hai teri nighahon meinnnnn
teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum kya kare kya kare kya kare teri nighahon pe mar mar gaye hum zulfon mein leke kaali raat chale saara zamaana liye saath chale zulfon mein leke kaali raat chale saara zamaana liye saath chale aise mein jeene ka mazaa hai sanam aankhon se teri meri baat chale bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum wallah beghar hoon benaam hoon main dil ne jo bheja wo salaam hoon main wallah beghar hoon benaam hoon main dil ne jo bheja wo salaam hoon main saaki ki jiss pe nazar na huyi aisa hi pyasaa ek jaam hoon main bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum teri ada ka to jawaab nahin meri wafaa ka bhi hisaab nahin teri ada ka to jawaab nahin meri wafaa ka bhi hisaab nahin soorat tumhaari badi khoob sahi dil to humara bhi kharaab nahin bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon
dil kho gaya ho gaya kisi ka ab raasta mil gaya khushi ka aankhon mein hai khaab sa kisi ka ab raasta mil gaya khushi ka rishta naya rabba dil chhoo raha hai keenche mujhe koi dor teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore ghulti fizaayen ghulti ghataayen sar pe naya hai aasmaan chaaron dishaayen hans ke bulaayen yun sab huye hain meharbaan haaaaan humen to yahi rabba kasam se pata hai dil pe nahin koi zor koi zor teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore ik heer thi aur tha ek raanjha kehte hain mere gaanv mein sachcha ho dil to sau mushkilen hon jhuktaa naseeba paanv mein hoooo hoooo aanchal tera rabba falak ban gaya hai ab iska nahin koi ore koi chhor teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore teri ore haaye rabba teri ore teri ore teri
teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi dua teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi dua wo hain kismat wale jinka janamdin itne log manayen aise bhi hain kuchh log jo is din par ashkon mein nahayen yahaan aise bhi hain kuchh log jo is din par ashkon mein nahayen raam kare teri bagiya mein na aaye dukhon ki hawaa yun hi hansti rahe sada hai humari yahi duaa teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi duaa aaye ye din har saal hum nagmon se tera jee behlayen apni duaon ke phool chadti umar par gaa gaa ke barsayen hum apni duaon ke phool chadti umar par gaa gaa ke barsayen jeevan ka ye guldasta tujhe har din lage naya yunhi khilti rahe sada hai humari yahi duaa teri palkon ke tale ye jo deepak hain jale yun hi jalte rahein sada hai humari yahi dua hoooo hoooo hoooo
teri palkon mein teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai kahan qismat humari jo teri in kaali aankhon mein base rahte humesha in haseen matwaali aankhon mein ye kaajal uff ye kaajal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai ye pahle to charagon mein jala meri mohabbat mein ye kaajal phir dhuwan ban kar udda meri mohabbat mein na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai sataane ko hume ye teri baahein thaam kar jhule jahan se chaahe phir ye jhool kar tera badan chhu len ye aanchal uff ye aanchal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai har ek naazuk se iske taar ne khaaye hazaron bal hazaron suratein badli to resham se bana aanchal iss ik bejaan ki chaahat ka kareena tumse behtar hai iss ik bejaan ki chaahat
teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage chashme baddoor yoon na akele phira karo sabki nazar se darra karo yoon na akele phira karo sabki nazar se darra karo phool se zyaada nazuk ho tum chaal sambhal kar chala karo zulfon ko gira lo gaalon par mausam ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai ek jhalak jo paata hai raahi wahin ruk jaata hai dekh ke tera roop salona chaand bhi sar ko jhukaata hai dekha na karo tum aaina kahin khud ki nazar na lage chashme baddoor teri pyaari pyaari soorat ko kisi ki nazar na lage chashme baddoor mukhde ko chhupa lo aanchal mein kahin meri nazar na lage chashme baddoor
teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain ab to nahin lagta hamara dil tumhare bin ab har dhadkan rulati hai tumhara saath agar milta hamara dil na yun jalta ke jal ke humne raaton mein tadap kar bekarari mein gujaare hain wo kitne pal woh yaadon mein teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain raho tum khush jidhar bhi ho hamara haal mat poocho hamari yeh duayen hain tumhari jo bhi raahein hain tumhe le jaayen gulshan mein bahaaron mein teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain qayamat dil pe yun gujri bhulayen hum bhala kaise dhuaan uthta hai dil se yun lagi thi aag yeh kaise wahi sapne wahi yaadein wahi beeti huyi baatein jab aati hain hamein har pal jalati hain teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain ab to nahin lagta hamara dil tumhare bin ab har dhadkan rulati hai teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain
ooooo ooooo oooooo ooo teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe raho door door tujhe paana hai zurroor teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke baadal barse duniyaan jaane baadal barse duniyaan jaane baadal barse duniyaan jaane ankhiyaan barse koi na jaane dil ki lagi ko dil hi jaane raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe raho door door tujhe paana hai zurroor teri raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke kis chhaliye pe yeh dil aaya kis chhaliye pe yeh dil aaya kis chhaliye pe yeh dil aaya patthar se sheesha takraaya na woh apna na woh paraya raahon mein khade hain dil thaam ke haai hum hain deewane tere naam ke meri ankhiyon ke noor mere dil ke surroor chaahe
teri rabb ne bana di jodi teri rabb ne teri rabb ne bana di jodi tu haan kar yaa naa kar yaara ho yaara ye bole jogi ka iktaara hooo ho teri rabb ne bana di jodi tu haan kar yaa naa kar yaara ho yaara ye bole jogi ka iktaara hooo kya bole tera iktaara kya bole ho kya bole tera iktaara mujhe kya lena hai jogi o jogi meri shaadi marzi se hogi hoooo kya karne hain ghode haathi kya karne hain baarati nainon ki iss doli mein chal mujhe bitha le saathi re aisi ladki kahaan milti hai gudiyaa ki tarah hilti hai din raat tadapte hain bhanware tab ek kali khilti hai hatt jaao mujhe jaane do hatt jaao o hatt jaao mujhe jaane do naa khankaao khan khan kangna o kangnaa mujhe nahin banana tera sajna hoooo pehle kyun aankh ladaayi gori ki neend churayi pehle kyun aankh ladaayi gori ki neend churayi kar ke badnaam kisi ko banta hai ab harzaai iss jatt yamle se darna ab tu inkaar naa karna chup kar ke ban jaa dulha ye laathi dekh le warna mat baandho zabardasti se mat baandho o mat
aa aaaa aaa aa aa aa aaaa teri reshmi zulfen chhoo kar jab baad e sabaa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai tere pyaar se mere humdum khushbu e wafa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai khanakti chudiyon mein zindagi ke geet milte hain khanakti chudiyon mein zindagi ke geet milte hain teri palken jhapakti hain to dil ke taar hilte hain to dil ke taar hilte hain tera phool sa mukhda chhuke jab shokh hawa aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai machalti dhadkanen jab tere dil ki baat karti hain machalti dhadkanen jab tere dil ki baat karti hain mohabbat ki fizaayen tere tak madhosh rehti hain haan madhosh rehti hain tere pyaar ka nagma banke jab dil ki sada aati hai har saans mehak jaati hai har saans mehak jaati hai aa aaaa aaa aa aa aa aaaa aa aaaa aaa aa aa aa aaaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm
tumse hai din mere tumse hai raatein tumse hai rahat meri tumse hain pal mere tumse hai kal tumse hai chahat meri ab rehna hai sang tere hi mujhe ab jeena hai sang tere hi mujhe ab rehna hai sang tere hi mujhe ab jeena hai sang tere hi mujhe teri saanson mein aise bas jaaun juda koi na kar paaye teri baahon mein yun simat jaaun juda koi na kar paaye ho koi bhi safar saath chalna mujhe bepanah meri jaan chahunga main tujhe chaahe lele mera imtehaan teri saanson mein aise bas jaaun juda koi na kar paaye teri baahon mein yun simat jaaun juda koi na kar paaye dil ki zameen pe tere nishaan hain tumse hai duniya meri khushrawan main chal raha tha tanha akela tum jo mile to mila karvaan lafz banun main tere tu ban zubaan mere andheron ki tu ban subah teri zulfon mein aise kho jaaun juda koi na kar paaye tere daaman mein aise so jaaun juda koi na kar paaye shabnam sa chamke tera badan yeh thehri huyi hai tujhi pe nigaah sulge sulge se armaan hain dil ke ho jaaye na humse
hoooo hoooo hoooo hoooo teri shehnai bole sunke dil mera dole zulmi kaahe ko sunaaye aisi taan re baadal ghir ghir aaye paapi papihara gaaye kaise bas mein rahe meri jaan re aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa bairi ban ke ye duniyaan khadi hai bairi ban ke ye duniyaan khadi hai mere paanv mein bedi padi hai kin ghadiyon mein ankhiyaan ladi hain baaron mahine saawan ki jhadi hai ik pal mukhda dikha jaa dil ka dukhda mitaa jaa tujh bin suna suna mera hai jahaan re teri shehnai bole sunke dil mera dole zulmi kaahe ko sunaaye aisi taan re aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aajaa kab se main tujhko bulaaun aajaa kab se main tujhko bulaaun tere pyaar ke sapne sajaaun jiyaa chaahe ke udd ke main aaun piyaa pankh kahaan se main laaun main yahaan tum wahaan beech mein hai jahaan kaise poore ho ab armaan re baadal ghir ghir aaye paapi papihara gaaye kaise bas mein rahe meri jaan re teri shehnai bole sunke dil
teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile niklen hain raahi masti mein doobe manzil ka kya hai mile naa mile tum saath ho to kismat pe apni shikwe kahan ke kahan ke gile hoo ji hooooo teri shokh nazar ka ishara meri veeran raaton ka taara teri shokh nazar ka ishara teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin ik khaab sa hai yaa hai kahani kuchh hai yakeen kuchh yakeen bhi nahin hum to ye jaane sach hai ya sapna jo tum nahin ho to hum bhi nahin hoo ji hooooo teri baahon ka jab hai sahara piya majhdhaar bhi hai kinaara teri baahon ka jab hai sahara teri shokh nazar ka ishara
Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai
teri soorat se nahin milti kisi ki soorat teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat khoob chehra hai tera donon jahaan hain paagal saamne tere hai pheeka wo haseen taaj mahal teri zulfon ne sanam dil mera baandh liya tune ae jaan e sitam pyaar ka jaam diya zulf ki hum jawaan zanjeer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat ye to duniya hai yahaan ek nahin laakh haseen jo adaa dekhi hai tujh mein wo kisi mein bhi nahin saamna tera jab hoga to qayaamat bhi hogi aankh jab tujhse milegi to mohabbat bhi hogi pyaar ki hum ajab taaseer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat chaandni raat bhi zaalim teri parchhaayi hai aur sooraj ne tere gaalon se chamak paayi hai gar tujhe
hmmmm aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa iss dil ko dard ki wo aag tune di sadiyon se ye chitaa jal kar nahi bujhi jal kar nahi bujhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa aankhon se ashq e ghum sukhe nahi abhi aa jaa ke baant len shikwe gile sabhi shikwe gile sabhi kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa tere liye mila ye aakhri janam mumkin kahan mile phir iske baad hum phir iske baad hum kho diye hai sanam teri talaash mein pichhle kayi janam aa jaa ree aa jaa ree aa jaa aa jaa aa jaa
heyyyy ae mehfil mein hum kya aaye wo lage dil thaamne husn kab tik saka hai jawaani ke saamne haan aa aa aa hoga wo ek laakhon mein hoga wo ek laakhon mein jise apna banayenge teri tarah to mehfil mein aayenge jaayenge wo honge koi aur jo wo honge koi aur jo aayenge jaayenge hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge kahin chale hai chhoori chakku kahin chale hai goli ab talak to lag na paayi mere roop ki boli kahin chale hai chhoori chakku kahin chale hai goli ab talak to lag na paayi mere roop ki boli humko to jo bhi bhaaya hai humne ussi ko paaya hai apni ye shaan jo lenge thaan wo kar dikhayenge are hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge hum jo yahaan pe aaye hain tujhe le ke hi jaayenge koi kahe hai mujhko shabnam koi kahe hai shola jab se aayi ye jawaani sabhi ka dil hai dola koi kahe hai mujhko shabnam koi kahe hai shola jab se aayi ye jawaani sabhi ka dil hai dola yunhi nahin garajte
teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e hazin hai lekin ye meri zakhmin umangon ka madaawaa to nahin haal e dil iss bute kaafir ko sunaaun kaise iske rukhsaaron ke shaadaabi ko chhedun kyun kar iss ke honthon ke tabasuum ko jagaaun kaise teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin zabt kitaab naa kehne ka salikaa mujhko uss pe ye zulm ke khaamosh hai tasveer teri ghutt ke marr jaaun magar iss ko khabar tak bhi naa ho kaisi chattaan se takraayi hai taqdeer meri ye hi tasveer tasavvur mein utar jaane par chaand ki kirnon se go bad ke nikhar jaati hai dard palkon se lipat jaata hai aansoo ban kar mere ehsaas ke duniyaa hi bikhar jaati hai isliye tere tasavvur se nahin khud tujh se iltezaa karta hoon bas itna bata de mujhko kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaas bhi hai kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaaaaaas bhi hai warna phir meri hi vehshat mein sula de mujhko teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Teri Neeli Neeli Aankhon Jane Anjane (1971) 05:05 13418
 
Poster of Jane Anjane (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:05   Song Number : 13418   

Teri Neeli Neeli Jacket Taxi Driver (1954) 05:02 14334
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Anupama, Vishal Anand
Duration : 05:02   Song Number : 14334   

Teri Nighahon Mein Teri Hi Baahon Mein Bahana (1960) 03:06 15711
 
Poster of Bahana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sajjan, Krishna Kumari
Duration : 03:06   Song Number : 15711   

Teri Nighahon Pe Shabnam (1964) 04:32 14203
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Helen, Vijay Laxmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 14203   

Teri Ore Singh Is Kinng (2008) 05:44 17593
 
Poster of Singh Is Kinng (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Mayur Puri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Akshansh Kumar, Katrina Kaif
Duration : 05:44   Song Number : 17593   

Teri Palkon Ke Tale Zid (1976) 05:01 37489
 
Poster of Zid (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Nutan, Sachin Pilgaokar
Duration : 05:01   Song Number : 37489   

Teri Palkon Mein Kaajal Jay Vejay (1977) 04:40 36543
 
Poster of Jay Vejay (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Reena Roy
Duration : 04:40   Song Number : 36543   

Teri Pyari Pyari Soorat Sasural (1961) 05:12 14156
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:12   Song Number : 14156   

Teri Qasam Hum ko Meri Kahani (1983) 04:33 16541
 
Poster of Meri Kahani (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Ajit Singh
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
Duration : 04:33   Song Number : 16541   

Teri Raahon Mein Khade Chhalia (1960) 04:04 12973
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:04   Song Number : 12973   

Teri Rabb Ne Bana Di Suhaag (1979) 05:39 21309
 
Poster of Suhaag (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:39   Song Number : 21309   

Teri Reshmi Zulfen Chhoo Kar Aag (1967) 03:28 40368
 
Poster of Aag (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 03:28   Song Number : 40368   

Teri Saanson Mein Karle Pyaar Karle (2014) 04:44 37235
 
Poster of Karle Pyaar Karle (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Rashid Khan
Duration : 04:44   Song Number : 37235   

Teri Shehnai Bole Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:16 13288
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Amita, Rajendra Kumar
Raag- 
Asavari
Duration : 04:16   Song Number : 13288   

Teri Shokh Nazar Ka Patang (1960) 03:30 13931
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 13931   

Teri Soorat Jo Bhari Rehti Hai Jagjit Singh 04:59 39297
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:59   Song Number : 39297   

Teri Soorat Se Nahin Ziddi (1964) 04:13 19339
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 19339   

Teri Talaash Mein Teri Talash Mein (1968) 05:25 16330
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Indira
Duration : 05:25   Song Number : 16330   

Teri Tarah To Mehfil Mein Shiva Shakti (1988) 04:29 37576
 
Poster of Shiva Shakti (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 04:29   Song Number : 37576   

Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi Haseen Kinare Kinare (1963) 04:18 16263
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:18   Song Number : 16263