MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePonga-Pandit-(1975)
HomePonga-Pandit-(1975)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bol siyavar raamchandra ki jai pawansut hanumaan ki jai har har mahadev ki jai paarvati ke pati bhagwati pandey ji ki jai ganga ghaat ka paani piya hai ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga mujhko bhala samajhte ho kya tumhen haridwaar pahuncha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha re pyaar ki baani bolne waala ban jaaye ek tamaasha is duniya mein to chalti hai bas laathi ki bhaasha kaun hai tola kaun hai maasha ye bhed abhi samjha dunga ganga ghaat ka paani piya hai ab sabko main paani pila dunga haa do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani re do shabdon mein keh deta hoon is duniya ki kahaani bhole ko jag moorkh samjhe aur chatur ko gyaani bhola hoon main nirbal nahin din ko bhi taare dikha click here
jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyoooooo salli ji salli ji jab main pyaar sikhlaaun tum door door rahiyoooooo bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane bholi bhali meri didi pyaar vyaar na jaane apne aapko kuchh na samjhe tumko swaami maane ha tumko swaami maane swami ji swami ji ye to badi natkhat hai iski baaton mein na aayioooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tu to aadha ang hai mera main deepak tu baati tera mera dharm ka naata phir kaahe sharmaati phir kaahe sharmaati sajni ji sajni ji jo hua so hua ab aur na tarsaiyoooooo jija ji jija ji meri didi hai anaari ise pyaar sikhlaiyooooo chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaaye chhoti saali ka ye haq hai rang mein bhang milaye chup ri apne ji jaa ji se laaj tujhe na aaye laaj tujhe click here
laaaa laaa lala lalaaaaaaa laaaaaaaa zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana aisa naa ho duniyaa kahe haaye ke ye kya huaaaa main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii heyyyy hoooooo heyyyyy heyyyy hoooooo hooooo preeeem pyaar deewaanaa click here
tere milne se pehle tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi aaj har cheez se jaan pehchaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai dil se dil is tarah aaj milne lage jaise pehle mulakaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi isse pehle bhi chhaye the baadal magar isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle ghataayein ghataayein na thi ya ghataaon mein barsaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi la la laa la la la la la la click here
aaaaaa aaa aaaaaa hi this is rockey here the man born with the golden spoon rocky speaking no no wrong number please wo mere pichhe padi huyi hai pehle baat zara si thi ab itni badhi huyi hai tuba ribaba riba ba ba ba ba ribaba riba ba ba wo mere pichhe padi huyi hai pehle baat zara si thi ab itni badhi huyi hai tuba ribaba riba ba ba ba ba ribaba riba ba ba ho gaya mujhpe josh jawaani mein ek ulta kaam ho gaya mujhpe josh jawaani mein ek ulta kaam har kisi se ho sakta hai its natural lekin aa haha ha ab to ho gayi lekin aa haha ab to ho gayi mere din ki neend haraam no raat ko main show karta hoon aur din ko sota hoon isliye lekin haha ab to ho gayi mere din ki neend haraam kha kha kha khane bhi na de pi pi pi pine bhi na de aa aa aa aane bhi na de ja ja ja jaane bhi na de khane de na pine de na aane de na jaane de na rone de na gaane de na marne de na jeene de yahan tak ki dil kisi aur se lagaane bhi na de aisi ek jidd pe wo adi huyi hai wo mere pichhe padi hui click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ganga Ghaat Ka Paani ponga pandit (1975) 06:26 40876
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 06:26   Song Number : 40876   

Jijaji Meri Didi Hai ponga pandit (1975) 05:53 40202
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 40202   

Main Jab Chhedunga Dil ponga pandit (1975) 08:19 13963
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 08:19   Song Number : 13963   

Tere Milne Se Pehle ponga pandit (1975) 05:36 17257
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neeta Mehta
Duration : 05:36   Song Number : 17257   

Wo Mere Pichhe Padi ponga pandit (1975) 05:20 20593
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa
Duration : 05:20   Song Number : 20593